Khud ko dusro ki nazron se dekha
Maine sirf apne sapne ko yaad rakha aur sab ko bhulata gaya, jo log mile unse faida uthata gaya... jab unse mera kaam ho gaya unse dur jaata gaya. Logon ka dil dukhata gaya, mai bs chalta gaya kabhi socha na unke bare me itna matlabi ho gaya, jab maine khud ko dusro ki nazroon se dekhna shuru kiya to khud ko sabse bura paata gaya.
Kashaf Bin Shamim
Kashaf Bin Shamim

Comments
Post a Comment